BLOG POSTS

Blog Ya Website Ko Goolge Seach Console Me Kaise Add Kare

Hello dosto ap sabiko swagat hai mere blog me ! aj me bat karne bala hu goole me website ya blog ko kaise add kare. Blog to banaliya hai lekin usko google search me kaise laye to uske liye blog ko google search console me add karna padta hai taki koi jab apka blog google me search kare to apka blog search me aye. 



To chaliye sikhtahu kaise blog ya website ko goole search console me add karte hai....

How To Add Website or Blog To google Search Console


Blog ko google search console me add karne k liye pehle apko google webmaster tool par jana parega uske liye yaha click kare ya fir google me search kare google search console.

Uske bad search console me sign in karna parega apka google account se. (Google account yani gmail)

Sign karne ke bad apka samne niche diya gaya picture ki tarah ek page open hoga usme apko blog ka link paste karna parega or bad me add property me click karna parega.


Agar apne pehle hi ek website ya blog add kiya to apko add a property par click karna parega.

uske bad apko or ek page open hoga jisme apko alternate method par click karna parega.

uske bad or ek page open hoga jisme apko HTML par tikc karna hai or tick kartehi ek code apke samne show hoga usko copy karke apka blog ka theme me <head> code ka niche paste karna hai. 


uske liye apka blogger ka dashboard me jaye  or theme par click kare or Edit HTML par click kare. Click karne k bad theme ki andar kahi par b click karke apka laptop ka keyboard me Ctrl + F press kare or code ka rihgt corner me ek search bar khulega usme apko ye <head> code likhna hai or enter press karna hai <head> code jahapar b hai highlight ho jayega or us code ka niche search sonsole se  copy kiya huwa code ko paste kar dijiye or save theme par click kare.
  Uske bad search console me Verify button par click kare

bas abi kus dino ki andar apka blog google search me show hoga . So friends agar apko kahi par b koi dikkat ata hai to niche comment kare me apka puri help karunga. Post helpful hai to jarur share kare apki dosto ki sath.

No comments:

Powered by Blogger.
HTML