BLOG POSTS

Blogging Se Paise Kaise Milte Hai - Janiye Hindi Me




Namaste friends aaj is post ki maddhyam se me aapko batane wala hu blogging kiya hai or Blogging se paisa kaise kamaye, Blogging ki puri jankari hindi me wo b bina investment ki maddhyam se or blogging se kitna paisa milta hai, to dosto iske bare me janne k liye ye post last tak padlijiye nehi to bad me appko hi problem ho sakta hai. Blogging Se Paise Kaise Milte Hai - Janiye Hindi Me.


Blogging Se Paise Kaise Milte Hai - Janiye Hindi Me


Blogging Ki Puri Jankari Hindi Me 

To dosto blogging ki bare me is post ki maddhyam se aapko asan tarika se sare bate bataunga or step by step bataunga taki aapko bad me koi dikkate na aye. Niche diye gaye topics ki bareme is post me bataunga.

Blogging Kiya Hai

To dosto ajkal sabi insano ne internet use karta hai or sabi logo ne internet or google ki maddhyam se har kus pana chata hai wo b turant, hum jab internet me kus b serach karta hu tab bohut sare article yani post aajate hai or uski maddhyam se hum kisi b chij k bare me pata kar lete hai. To ye jo system hai internet me article likhna or usse share karna isi system ko hi blogging kehete hai. To aap samaj chuke hai puri internet me kitna blog ho sakta hai or kitna logone bloggingkar raha hai or log ehase kitna paisa kama rahe hai wo b bina koi investment me. To internet use karne walo ki sankhya din din badte hi ja rahe hai or india me Jio luunch hone k bad har koi banda internet use karne me lag gaya or internet ko use kar raha hai. To ehase hum pata kar sakte hai internet ki kitna jarurat hai insan k liye.

Blogging se Kitna Paisa Milta Hai

Friends jab internet se kaise paise kamaye iski bare me bat aate hai tab bohut sare rasta nikal aate hai lekin hum eha sirf blogging ki bare me hi bat karunga. Aap samaj hi sakte hai logone youtube par kitna paise kama rahe hai or sabi logo ne youtube par aapna ek khud ka channel bana raha hai lekin youtube se jyada paisa aap blogging me kar sakte ho wo b unlimited or bohut sare youtuber ne lakho lakho subscriber hone ki bad b blogging me aajate hai or blog me hi paisa earn karne me lag jata hai. Youtube se paisa kaise kamaye.

Friends blogging se aap unlimited paisa kama sakte ho wo b ek government job se jyada or eha koi educational qualification ki jarurat nehi hai, aap sirf computer me type kar sakte ho owhi bohut. India me sabse jyada paisa kamane wala blogger hai Harsh Agarwal or uska per day earning lag bag ek lakh dollar hai or isse jyada b hote hai or isko Indian currency me badale to kitana hoga uske bare me aap hi jyada jante ho to aap andaja nehi ka sakte ho blogging se kitana paise kama sakte ho wo b ek din me.

Blogging se Paisa Kaise Kamaye

Blogging se paisa kaise kamaye iske liye aapka khud ka ek blog hona chahiye or oha aap kisi b bare me blog likh sakte ho logo ki jarurat unusar or aap b paisa kama sakte ho.blogging se paisa kama asan hai. Aap bi ye kar sakte ho ek blog ya website creat karke, website blog banane me koi dikkat nehi hai agar ap ki koi coding k bare me nkowledge nehi hai tab b kar sakte ho.

India me blogging karne me do popular platform hai jaha se aap apna blog creat kar sakte ho. Uske bare me niche dekhlijiye.
  1. Blogger
  2. WordPess
Agar aap blog creat karna chahte to me suggest karunga bina investment ki huye agar aap paisa kamana chahate ho to blogger me hi blog creat kar lijiye.

Blogger Kiya Hai?

Blogger ek google ka platform hai jahase aap asani se bina koi coding karke aap blog creat kar sakte ho or bohut sare paisa kama sakte ho. Blogger me koi investment ki jarurat nehi hai. Agar aap ek blog creat karna chahate ho blogger me to yaha blogger ki puri jankari hindi me dekh lijiye.

WordPress Kiya Hai?

WordPress b blogging ka or ek dusra platform hai jaha logone blog creat karta hai.wordpress do hisso me bata huwa hai ek to free hai wordpress.com or ek wordpress.org hai jaha aapko paisa dal na padta hai jaiise ki hosting kharid na. To simple bhashao me yahi difference hai or ek bat blogger se aap WordPress me jyada comfortable hoge q ki yaha sabi services aap customize kar sakte ho or isliye log blog WordPress me karte hai lekin bina investment k liye blogger assa hai.

Important link for the blogger


1 comment:

  1. Your article is very good, I appreciate it very much, I thank you wholeheartedly for thisdownloadhub

    ReplyDelete

Powered by Blogger.
HTML